Tuesday, January 31, 2012

sabhi bus pohri road ke bus stand se sanchalit hon.

lHkh clksa dk lapkyu cl LVSM iksgjh jksM ls gks A

vktdy clksa dk lapkyu gkSp ikSp vankt esa N=h jksM] iqjkuk izk;osV ,oa iqjkuk jksMost cl LVSM ls gks jgk gS A bu {ks=ksa esa clksa ds vkokxeu ls V~sfQd tke dh fLFkfr ges”kk cuh jgrh gS vkSj ,DlhMsaV dh laHkkouk;sa cuha jgrh gSa A uxj ikfydk }kjk iksgjh jksM ij cgqr vPNk cl LVSM cuck;k x;k gS A jsYos LVs”ku ,oa ck;ikl jksM ikl gksus ls ;g loZFkk Mi;qDr LFkku gS ysfdu iqjkus cl LVSM {ks= ds nqdkunkjksa ds O;olkf;d fgrksa dh [kkfrj budh jktuhfrd igaqp ds pyrs clksa dk lapkyu iqjkus cl LVSM ls gh gks jgk gS A uxj ikfydk esa jktuhfrd O;fDr;ksa dk dCtk gksus ls Hkh iz”kklfud vkns”kksa dk ikyu ugha gks jgk gS A O;kid tufgr esa ;g vko”;d gS pan nqdkunkjksa ds fgrksa dks utjvankt djds n`.k bPNk”kfDr ls ,lMh,e ,oa uxjikfydk }kjk iqfyl ds lg;ksx ls cl vkWijsVjksa ij dk;Zokgh djrs gq;s lHkh clksa dk lapkyu u;s cl LVSaM iksgjh jksM ls izkjEHk djk;k tk;s A ;fn “kh?kz gh ;g ugha gqvk rks f”koiqjh fodkl lfefr blds fy;s lR;kxzg vkanksyu Hkh NsM ldrh gS A

Sunday, January 29, 2012

Apply for Ward Representative of SVS

f'koiqjh ds fodkl esa Hkkxhnkj cusa A
f'koiqjh fodkl lfefr ds lnL; vkSj okMZ izHkkjh cusa A
f'koiqjh @ @ f'koiqjh fodkl lfefr e0iz0 “kklu }kjk jftLVMZ laLFkk gS A ftlds xBu dk mn~ns”; f”koiqjh ftys dk lexz fodkl djuk gS A lfefr]i;kZoj.k laj{k.k] ty laj{k.k] lkfgR;] f”k{kk] d`f’k] [ksydwn tSls {ks=ksa esa yxkrkj dk;Z dj jgh gS A lfefr viuk {ks= foLrkj dj lM+d] ;krk;kr] fctyh] is;ty] tSlh cqfu;knh leL;kvksa ds fujkdj.k ds fy;s uxj ,oa xzkeksa ds izR;sd okMZ esa okMZ izfrfuf/k fu;qDr djuk pkgrh gS A okMZ izfrfuf/k ds fy;s uxj ,oa xzkeksa ds izR;sd okMZ ls tkx:d ,oa fodkl ds fy;s lefiZr O;fDr;ksa ds vkosnu vkeaf=r djrh gS A okMZ izfrfuf/k ds fy;s fu/kkZfjr ik=rk dh “krksZa esa eq[; gSa fd U;wure “kS{kf.kd ;ksX;rk gk;j lSds.Mjh mRrh.kZ gks] U;wure vk;q 18 o’kZ gks] fdlh Hkh izdkj ds u”ks dk vkfn u gks] fdlh jktuSfrd ny dk lnL; u gks] “kkldh; @ v'kkldh; deZpkjh Hkh blds fy;s ik= gSa] ftl okMZ dk izfrfuf/kRo djuk gS mldk LFkk;h fuoklh gksuk pkfg;s A f”koiqjh ftys ds fodkl esa ;ksxnku gsrq izfrfnu de ls de ,d ?k.Vk ;ksxnku iznku dj lds A Hkkjrh; jk’V~h; Hkkouk dks loksZifj j[kdj uSfrd ewY;ksa ,oa lnkpkj dk ikyu dj lds A bu “krksZa dks iwjk djus okys ik= ,oa ;ksX; O;fDr lfefr ds v/;{k v”kksd dqekj lDlsuk ¼izkarh; v/;{k d`f"k ,oa xzkeh.k fodkl cSad deZpkjh egkla?k ½ls f”koiqjh fodkl lfefr ds dk;kZy; 1&ch eaxye ekdsZV dksVZ jksM] ftyk m|ksx dsUnz ds ikl f”koiqjh ij lEidZ dj vkosnu dj ldrs gSa ;k blh irs ij vkosnu Mkd ls Hkh Hkst ldrs gSa A bUVjusV ds ek/;e ls bZesy shivpurivikassamiti@gmail.com ij Hkh vkosnu Hkst ldrs gSa A lfefr dh izfrfnu dh dk;Zokgh osc lkbV www.shivpurivikassamiti.blogspot.com ij Hkh ns[kh tk ldrh gS A

Saturday, January 28, 2012

10pm ke bad sound band kyon nahin hota

supreme court ne jab nirnay diya hai ki 10 vaje ke bad sound mike speaker nahin vajne chahiye to is nirnay ka palan karane vale adhikari swvivek se 10 vaje ke bad vajne vale speaker adi ko band karane ke liye kuchh action kyon nahin lete. band walon. marriage house aur dj sound system walon ke khilaph karyavahi karna hogi. Shivpuri vikas samiti DM shivpuri se ye demand karti hai ki is nirnay ka sakhti se palan karayen.

Friday, January 27, 2012

dharna pradarshan madhav chowk par na hon.

Shivpuri ka mukhya choraha hai madhav chowk choraha yhan aaye din kabhi BJP kabhi congress kabhi koi any dharna pradarshan bhashan adi karte rahte hai. chorahe par traffic bahut jyada rahta hai us par in pradashankarion dwara aam janta ko bahut adhik kasht pahunchaya jata hai. yhan par dharna pradarshan par rok lagai jaye aur pradarshankarion ko polo ground me town hall ke samne 50X60 feet ka area chinhit kar diya jaye jiski anumati nagar palika dwara collector ya SDM dwara di jaye.

Thursday, January 26, 2012

gantantra diwas garib bachchon ke school united school me manaya gaya

Shivpuri vikas samiti ke liye ye garv ki bat hai ki samiti ke padadhikariyon ne united public higher secondary school me dhwjarohan karke aur bachchon ki sanskritik prastutiyon ko dekhsunkar manaya. ye school ek special school hai jisme shahar ke har kone se bachche school bus me baith kar aate hain aur bus ki monthly fees kewal 150 rupaye hai. any school jabki 400rupaye monthly lete hain. School ki samast shulk kaksha 12 tak bhi matr 1500 rupaye varshik hai. shahar ke dusre school 7000 se 10000 Rupaye tak fees basulte hain.itni kam fees ke bad bhi suvidhaye kisi bhi bade aur nami school se kam nahi hai. sc, st, obc ke bachchon ko to unki fees se jyada scholarship mil jati hai. padai ka star aisa ki adhikans bachche first div me pas hote hain aur result ka pratishat bhi 98 se 100 tak rahta hai. shikshak bhi adhik yogtadhari hain lekin samarpit hain. kam vetan par bhi bachchon ko puri lagan se padate hain. Shivpuri MP ke vikas me yah school apna vishesh yogdan 1986 se lagatar deta aa raha hai. Director shahid ali aur Principal Ku. Sangita shrivastava pure parishram ke sath school ko ek aadarsh school banane me lage hue hain. is school ki jankari shivpuri ke pratyek nagrik ko hona chahiye aur ise adhik se adhik logon ko batana chahiye.

Monday, January 23, 2012

Court Road Sadar Bazar me chhote vahan par rok lage

Shivpuri vikas samiti ye mang karti hai ki court road par bade char pahiya vahnon ka pravesh band kar dena chahiye iske sath sadar bazar, meat market, physical road par bhi bade vahan jaise bus truck tractor adi ka pravesh tatkal band karna avashyak hai. Iske liye nagar Palika ko sthai roop se 8 feet ki unchai par pipe ke barrior lagakar in margon ke pravesh dwar par abrodh bana dena chahiye. Shivpuri vikas mamiti ke sat judkar is mang ke liye aap bhi andolit hon.

Sunday, January 22, 2012

Gurdwara choraha par signal lagna jaroori

Shivpuri city ke Gurdwara choraha par AB Road aur purani shivpuri se Rajeswari road ki crossing hone se bahut adhik traffic rahta hai. yhan par aksar accident hote rahte hain. traffic police bhi chahkar bhi thik se conrtol nahin kar pati. Shivpuri vikas samiti sthaniy prashasan se Gurdwara choraha par tatkal Signal lagane ki mang karti hai. Shivpuri ke niwasion ko bhi is mang par andolit hone ki atyadhik avasykta hai .  

Saturday, January 21, 2012

Madhav Chowk choraha ka circle chhota ho

Shivpuri ke mukhya chorahe madhav chowk ka nirman AB road par 100 sal pahle hua  tha jab traffic na ke barabar tha, us purane chorahe ko bhi karib 10-15 sal pahle aur bada diya gaya javki ab traffic kitna bad gaya hai. har samay yahan jam ki sthiti rahti hai aur yahi dharna pradarshan bhi hote hain, in sab karno se durghatnayen bhi aksar hoti rahti hain. Shivpuri vikas samiti ye mang karti hai ki is chorahe ka diameter adhiktat 20 feet rakhte huye raston ki chodai badai jana chahiye. yadi aap sahmat hain to apni sahmati se abgat karayen.

SHIVPURI VIKAS SAMITI-SHIVPURI MP KE VIKAS KE LIYE SAMARPIT: Shivpuri vikas samiti se judkar Shivpuri ke vikas ...

SHIVPURI VIKAS SAMITI-SHIVPURI MP KE VIKAS KE LIYE SAMARPIT: Shivpuri vikas samiti se judkar Shivpuri ke vikas ...: Shivpuri Vikas Samiti madhya pradesh shasan se registred sanstha hai. is samiti ka uddeshya shivpuri zile ke vikas me apna sampurn yogdan ...

Shivpuri vikas samiti se judkar Shivpuri ke vikas me yogdan den.

Shivpuri Vikas Samiti madhya pradesh shasan se registred sanstha hai. is samiti ka uddeshya shivpuri zile ke vikas me apna sampurn yogdan dena hai. rajnitik kshetra se alag adhikansh vyakti jinhone shivpuri ki hawa pani mitti se apna jivan sanwara hai wo Shivpuri ke vikas me nishchit hi apna yogdan dena chahte hain lekin unhe sahi manch na milne se kuch kar nahin pate. aise sabhi vyakti ab shivpuri vikas samiti ke sadasya aur padadhikari ban kar apne is shahar aur zile ke liye jo karna chahte hain. uske liye aage aayen. hamare  email shivpurivikassamiti@gmail.com par sampark karen.